Pages

Sunday 7 August 2011

Testosterone Level - Jinsi Hormone Ka Level

Iss sey jinsi hormone testosterone ka level high hojata hai jo mard ki jinsi khwahish aur erection kay liye zaroori aur mufeed hai. Isski wajah sey mard jinsi lehaz sey ziyada taaqatwar aur pur aetmaad mehsoos karta hai aur jinsi amal ko umar ki last hissey taq jari rakh sakta hai. Isskay elawa regular sex sey mard prostate aur masaney (bladder) kay diseases khas tor per cancer aur harniya sey mehfooz rehta hai. Mardon ki tarhan aurton kay liye bhi ziyada sex mufeed hai. Khawateen mein jinsi hormone estrogen kay high level ko berqarar rakhney kay liye regular sex bohut zaroori hai. Estrogen ki zyada miqdar aurat ki bones ko mazboot karti hai jo kay menopause patli aur kamzor ho jati hai aur inkay break honey ka khatra ziyada ho jata hai. Iss kay elawa estrogen ki zyadti khawateen ko heart diseases sey bhi bachaati hai aur zindagi ko khushi ka ehsas deti hai. Regular sex ki wajah sey aurat menopause kay bohut sey masa'el sey bach jaati hai. Research sey maloom hua hai kay orgasm basically aurat ki sehat kay liye mufeed hai. Estrogen aur testosteronekay level ko barqarar rakhney ka liye week mein aik yeh 2 bar mubaashirat (intercourse) mufeed aur zaroori hai. Waisa bhi mubaashirat (intercourse) sawab ka zariya hai phir iss sawab kay husool mein kanjosi kyun? Aik mard deyly 4 to 5 time aasani sey mubaashirat (intercourse) kar sakta hai. 10 timiss bhi kara jasakta hai. Merai apney aik client nay 1 hour mein 4 timiss aur 1 day mein 8 timiss mubaashirat (intercourse) kara. lekin jinsi amal sirf mubaashirat (intercourse) nahi, jinsi sukoon ko mubaashirat (intercourse) kay elawa doosrey tareeqon sey bhi hasil kara ja sakta hai. Jiska detail zikar aagey aaey ga

No comments:

Post a Comment