Pages

Monday 8 August 2011

Testosterone And Exercise

Mardana Quwwat Mein Izafa

(

Duniya mein har fard mardanaa quwwat mein ezafa chata hai mard ki jinsi khuwahish aur ka ta'alluq jinsi hormone kay sath hai. 20 year ki umar kay baad iss mein mamooli kami honay lagti hai. Jis ki wajah sey fard ko 20 year ki umar kay baad 20 year ki tarhan tanau (erection) nahi hota. ki paidawar ki yeh kami sari umar jari rehti hai. 80 saal ki umar kay baad iss hormone ki paidawar mein 66% tak kami waqai hojaati hai. Tahem iss jinsi hormone ki paidawar ko kisi had tak barqarar rakha ja sakta hai. Iss kay liye madnarja zail baaton per amal karein.

Warzish (Exercise)

Warzish ) khusoosan jumping wali warzish iss jinsi hormone ki paidawar kay liye bey hud mufeed hai. Iss tarhan ki warzish jinsi hormone ki paidawar mein ezafa karti hai. Jumping warzish like running, jogging, swimming, football, hockey, tennis etc jism mein blood ki rotaation ko tez karti hain. Iss sey zakar kay tanau (erection) wali naaliyon mein bhi ziyada blood jata hai. (Warzish) kam az kam 20 minute ki ho aur week mein kam az kam 4 times ki jaey yeh 30 minute ki ho aur week mein kam az kam 3 time ki jaey.ka baqaida program banay. Baqaida program warzish jinsi sehat kay elawa jismani sehat kay liye bhi bey hud mufeed hai. Burhapey mein tez chullnaa, table tennis aur snooker etc khaili ja sakti hai. Tahem agar bohut ziyada warzish ki jaey to yeh bhi jinsi sehat kay liye nuqsandeh hai.

No comments:

Post a Comment