Pages

Monday 8 August 2011

Takleef Deh Mubashrat

Painful Intercourse

Aam haalaat mein mubashrat ek bohut hi purlutf amal hai jis sey donon mian biwi bey panaah lazzat aur sukoon hasil kartey hain agarchaamooman donon mian biwi kay liye kuch takleef ka baa'iss hoti hai khusoosan dulhan zyada takleef mehsoos karti hai aur agar parda e bakarat ( phatey to zakhm ko mundamil honay mein chund din lag jatey hain. Iss tarah pehli chund mubashratein aurat kay liye kuch takleef deh hoti hain, uss kay ba'ad lutf hi lutf, magar ba'az khwateen ko iss kay ba'ad bhi mubashrat mein takleef hoti hai dard amooman kisi jismani kharabi ko zahir karta hai. Iss surat mein pehley marhaley mein kisi achi doctor sey apna tafseeli mua'aina karwaein orgasm hasil na karney kay ba'ad khawateen ki yeh doosri aam jinsi beemaari hai.

Takleef deh mubashrat ki ek wajah ek beemari bhi hai iss beemaari mein aurat mubashrat mein takleef mehsoos karti hai iss ki ka'ee wajoohaat ho sakti hain maslan faraj mein infection ho, mubashrat kay waqt faraj mein chiknahat ki kami bhi ek wajah hoti hai. Iss ka sabab yeh hota hai kay aurat kay jinsi jazbaat poori tarah nahin ubhrey hotey aisi surat mein biwi kay jinsi jazbaat ko khoob ubhara jaey jab jazbaat khoob ubhar jatey hain to faraj mein zyada chiknahat ho jati hai phir dakhool aur mubashrat aasaan ho jati hai. Ta'hum mubashrat ko mazeed aaraam deh bananey kay liye masnoo'ee chiknahat ko bhi istaemal kiya jaey maslan

No comments:

Post a Comment