Pages

Monday 8 August 2011

Stress And Sexuality

Iss sey khusyon shrink hojaatey hain, jinsi harmone testosterone ki paidawar mein kami hojaati hai. Majmoi tor per sharab noshi tanau (erection), inzal aur orgasm ko mu'nhnfi tor per muta'assir karti hai.

5. Zehni Dabau ) Aur Tension


Gharelu, office aur mali pareshaniyan ko bhi ziyada muta'assir karti hain. Agar aap ek lamba arsa ka shikar rehtey hain to iss sey blood ki naaliyen shrink hojaati hai. Khusyon zakar ko blood deynay wali naaliyen bhi shrink hojaati hain jis sey tanau (erection) ka masla paida hojata hai. Musalsal zehni dabau aur tension ki wajah sey sperm bhi mar jaatey hain jis ki wajah sey aulad paida hona mushkil hojata hai lehaza bharpoor) kay liye apney stress (zehni dabau) ko kam kar kay relax rahein iss kay kaee tareeqey hain.

  • Apni hobby sey bharpoor lutf andooz hun. Baqaida warzish bhi jismani tanaao ko kam kar kay fard ko pursukon banaaati hai.
  • Pusht kay bal bister per laet jaein, taangein samaet lein, knees kharey hun, donon hath paet kay ooper rakhein. Paet sey lamba saans lein, thori der kay liye rukein phir chordein. Last mein thori der eyes band rakhein. Sans nikaltey waqt kahain "relax" kuch month ki mushq kay baad aap sirf "relax" keh kar pursukoon hojaya karein gey. Yeh mushq rozanaa kisi bhi waqt 20 minute kay liye karein. Iss sey blood pressure bhi kam hojata hai yeh mushq khanay kay 2 hours kay ander naa ki jaey. Isey beth kar bhi kiya ja sakta hai.

No comments:

Post a Comment