Pages

Sunday 7 August 2011

Shaadi

(Marriage)

Shaadi ki bunyaad do cheezein hain:

1. Nasl e Insaani Ki Baqaa (Surah Al-Nisa'a : 1) 2. Lutf o Sukoon

Irshad e Baari ta'ala hai " Usney tumhare liye tumhari jins sey biwia'n banaiin taa kay tum unn kay paas sukoon hasil karo aur tumharey darmiyan mohabbat aur ulfat paeda kardi." (Surah Rome: 21)

Shaadi sey na sirf insaan ko sukoon naseeb hota hai bul kay mukhtalif tehqeeqaat sey ma'aloom hua hai kay shaadi shuda afraad ghaer shaadi shuda logon ki nisbat 50 % kam beemariyon ka shikar hotey hain.

Shaadi ki do bari aqsaam hain:

  1. Mohabbat Ki Shaadi (Love Marriage)
  2. Khandaan Ki Taraf Se Taey Ki Gaee Shadi (Arranged Marriage)

Europe aur America mein taqreeban har shaadi mohabbat ki shaadi hoti hai jo kay aksar auqaat nakaam hoti hain America mein talaq ki sharah 50% se 75% tak hai. Iss tarah ki talaq ki do bariwajoohaat hain

No comments:

Post a Comment