Pages

Sunday 7 August 2011

Sexual Difference Between Men And Women

Aurat Aur Mard Kay Orgasm Mein Farq

Lehaza jab aurat orgasm hasil kar rahi ho iss waqt aap jo kuch kar rahey hun isey jari rakhein Warna woh orgasm sey mehroom hojaeygi. Aurat aur mard kay orgasm mein aik ahem farq yeh hai ka taqreeban har mard orgasm hasil karney kay saath manzil bhi hota hai. Jab kay 95% khawateen mubaashirat (intercourse) ya bazer (clitoris) kay ishteaal sey ikhraj nahi kartin. Sirf 5% aurtein discharge karti hain. Albattaa G-Spot kay stimulation sey aksar aurtein discharge karti hain.

Aam tor per samajha jata hai kay ziyada sukoon aur lazat kay liye mian biwi ka aik saath orgasm hasil karna zaroori hai jabkay Jadeed research sey sabit hua hai ka iss ki koi haqeeqat nahi hai. Albatta research sey yeh baat saamney ai hai ka woh aurtein jo mian sey pehley orgasm hasil karti hain woh en auraation sey ziyada jinsi lutf hasil karti hai jo mardo kay baad orgasm hasil karti hain. Tareeqa koi bho hosakta hai yani chahey woh mubaashirat (intercourse) sey orgasm hasil karein yeh kisi dosrai jinsi stimulation maslan ungli waghaera. Aurat ka pehley orgasm hasil karney sey mard ka biwi ko mu'nhtmeinn karney ka 90% khauf aur dabao khatam hojata hai. Iss tarhan woh sex sey ziyda lutf andooz hota hai.

Agarcha mardon ka orgasm bohut lutf angaez hota hai magar kuch afraad aisey bhi hain jin ka orgasm bharpoor nahi hota. Koi bhi fard 2 week kegal Method (Iss method ka zikar baad mein aiga) kar kay apney orgasm ko ziyada pur lutf and bharpoor banaa sakta hai.

No comments:

Post a Comment