Pages

Monday 8 August 2011

Sex And Old Age

Chapter – 7

Burhapa Aur Jinsi Zindagi

Sex And Old Age

Sunyaas kay qareeb baeza daaniyon ki kaarkardagi batadreej kam honay lagti hai jis ki wajah sey jinsi hormone estrogen ki paedawar bhi ahista ahista kam honay lagti hai estrogen ki kami ki wajah sey aurat kay jinsi a'aza'a ) mein kaee tabdeeliyan aa jati hain faraj ki deewarein jo pehley moti aur lachakdaar hoti hain ab patli, ghaer lachakdaar aur stiff ho jati hain ab faraj mubashrat kay doran jhatkon ko pehley ki tarah bardaasht nahin kar sakti. Iss kay elawa masaney aur peeshab ki nali mein sozish ho jati hai jis ki wajah sey boorhi aurton ko kay foran ba'ad peeshab karney ki zaroorat parti hai aur faraj choraee aur lambaee donon atraaf mein sukarr jati hai. Baerooni lub bhi sukarr jatey hain iss tarah faraj kay dahaney mein khincha'u paeda ho jata hai jis ki wajah sey zakar ka dakhool nisbatan mushkil ho jata hai aur poorey size kay zakar ka faraj mein samana mushkil ho jata hai. Menopause kay 5 saal ba'ad faraj ki chiknahat aur ratubat kafi kam ho jati hai jis ki wajah sey mubashrat aurat kay liye mushkil aur takleef deh ho sakti hai.

Hormones kay ghaer mutawazan honay ki wajah sey orgasm kay waqt faraj ka sukrao iss qadar takleef deh hota hai kay aurat mubashrat sey pehlootahi aur ijtenaab karti hai ta'hum aurat 80 saal ki umar mein bhi orgasm hasil karney ki wahi

No comments:

Post a Comment