Pages

Monday 8 August 2011

Khushgawar Gharelu Zindagi

shadi denvi jannaat hai aur naa khushgawar jahanum. Khushgawar aur kamiyab shadi immune system ko strong karti hai. Jiski wajah sey insan bemariyun ka behtar tor per muqabla kar sakta hai. Isey general health behtar aur umar lambi hoti hai. Naashadi demaghi system ko kamzor karti hai jiski wajah sey insan 35% bemariyun ka ziyada shikar hota hai. General health kharab hoti hai, umar 4 year lisss hojaati hai. Naa shadi stress, tension, Depression, anxiety, heart diseases, high BP, suicide, pagalpan aur bohut si doosri bemariyun ka sabab banti hai. Naa khushgawar shadi naa sirf mian biwi bul kay bachun ko bhi buri tarhan muta'assir karti hai. Bachey aggression aur doosri physical aur nafsiyaati bemariyun ka shikar honay kay elawa education mein bohut peechey reh jatey hain. Isi liye mahireen ka khayal hai kay "pur sukoon divorce, kharab aur naa shadi sey behtar hai".

kay chath usul hain. Agar en per amal kiya jaey to inshaAllah ghar jannaat ban jaeyga. Kyun kay yeh book mardon kay hawaley sey likhi gai hai lehaza ab ham kuch aisey tareeqey baateingai jin ki madadsey mard ghar ko khush gawar banaanay mein apnaa effective kirdar ada kar sakayga. Waisey bhi mein mian ka role ahem aur bunyadi hai.

No comments:

Post a Comment