Pages

Monday 8 August 2011

Jinsi Sardmehri

iss surat mein agar aap ney bharpoor koshish na ki to phir shayad kabhi mubashrat na ho sakey.

Jab bhi koi cheez jinsi lazzat kay liye faraj mein dakhil ki jaey gi to aurat per lazim ho jaega. Agar jinsi lazzat kay baghaer elaj waghaera kay liye koi cheez maslan ungli faraj mein daakhil ki jaegi to ghusl wajib na hoga magar ba'az fuqha'a ki ra'ey mein jab bhi koi cheez faraj mein daakhil ki jaegi uska maqsad jinsi lazzat ho ya elaj, ghusl zarori ho jata hai ehtiyaat ka taqaza yehi hai kay iss mushq kay ba'ad ghusl kar liya jaey.


(Frigidity)

Khwateen kay mein sab sey bari rukawat jinsi sardmehri hai iss beemari mein aurat jinsi ishte'aal sey awwal to jinsi lutf hasil nahin kar pati ya bohut hi ma'amooli lutf mehsoos karti hai aisi aurtein orgasm hasil nahin kartiin jinsi sardmehri mein aurat na sirf jinsi lutf kay ehsaasaat mehsoos nahin karti bul kay jismani jinsi ishte'aal sey uski faraj mein chiknahat bhi nahin hoti bohut hi ma'amooli aur bara'ey naam chiknahat hoti hai isey jinsi bey hisi bhi kehtey hain

Jinsi sardmehri ki do aqsaam hain

No comments:

Post a Comment