Pages

Monday 8 August 2011

Infertility In Women

sey milein aaj kal aisi adviyat mojood hain jin ki madad sey iss masley ko kafi hudd tak hal kya ja sakta hai.

Doosri surat mein mard ki bajaey aurat mein kharabi hoti hai jiski wajah sey woh hamla nahin ho sakti is ski ka'ee wajoohaat ho sakti hain maslan:

  1. Baeza raezi hoti hi nahin ya kabhi kabhar hoti hai woh aurtein jinko sugar ho unko yeh masla hosakta hai.
  2. Uss aurat ki qazif naaliyan bund hain ya unn naaliyon mein koikharabi hai.
  3. Mawad e rahem ya mawad e faraj mein koi kharabi hai jiski wajah sey sperm marr jatey hain ya sperm ko aagey janey sey rokta hai.
  4. Ba'az auqaat baeza raezi kay ba'ad anda bacha daani mein nahin aa sakta.
  5. Aurton mein banjhpan ki ek ahem wajah umr ki zyadti bhi hoti hai.

35 saal kay ba'ad aurat key hamla ho janey ki salahiyat mein kami aajati hai medical science ki taraqqi ki wajah sey inn tamam masail ko kisi achey doctor ki madad sey hal kya ja sakta hai.

No comments:

Post a Comment