Pages

Monday 8 August 2011

Having A Son - MicroSort

Iss tareeqey sey faeda uthaya jaey taa'hum iss tareeqey sey kisi bhi waqt faeda uthaya ja sakta hai.

Bachey ki paedaesh kay ba'ad taqreeban 50 ta 80% khawateen depression ka shikar ho jati hain jiss mein woh shadeed udaasi aur afsurdagi mehsoos karti hain unki neend kam ho jati hain bhook nahin lagti aur amooman jinsi khwahish kam ho jati hai ba'az auqaat yeh depression kaee maah tak jari rehta hai, iss silsiley mein kisi achey doctor sey raabta kya jaey.

Aulaad e Nareena Ka Husool

\

Dunya mein taqreeban her insaan ki khwahish hai kay Khuda usey beta (son) dey iss kay liye insaan har tarah kay paparr baelney kay liye tayyar ho jata hai dam o durood kay elawa dunya mein betey kay husool kay liye bohut seh tariqey raa'ej hain iss waqt jo tariqa sab seh kamyab hai woh \ ka tariqa kehlata hai. Iss mein betey waley\ alaehda kar kay unko baeza kay sath mila diya jata hai iss surat mein nateeja 100% hota hai. Yeh tariqa bohut mehnga hai Pakistani rupees mein iss ki qeemat 30 lacs banti hai. Ek aur mu'asser tariqa '\ hai jisko ek American doctor Landrum B. Shettles ney daryaft kya. Iski kaamyaabi ki sharah 90 % hai iss kay elawa kuch maahireen ek khaas qism ki khooraak tajweez kartey hain inn kay da'awey kay mutabiq iss tariqey ki kaamyaabi ki sharah 80% hai.

No comments:

Post a Comment